Law study at homes ka blog app sbhi readers aur researchers ko ek bada subject diya hai, present law aur constitution aur fundamental right ka aaj ke scenario me condition, mere evidentiary channel Mrs. Jagdamba pioneer kitchen ko dekhiye, isko set karne ka aim hi thaa mera evidence banaana, mere evidence se related saare videos dekhe ye fact aur pleading ke saath aapko milege, isko dekhane ke baad aap codified laws ko study kijiye,,,, kya hamara law ke matters is case ko na accept krna kahi likha hai? Ydi court dwaara nhi kiya jaata uske piche reason koi Ho skta hai? Hamara natural justice bhi reasoned hearing ki baat krta hai. Aur sections to codified laws hai, ek baar bhi before court naa rakhane dena prima facie kya proof krta hai? Shaayad ye aap sbhi samajh skte hai, ab matter hai court ki piracy, yaha kya constitution me describe court ki piracy hai? Aakhir wo kaun si reasons hai? Plaintiff khud case plead krti hai, apna vakaalatnaama jo up 06740/11 se registered hai use bhi lagati hai, Ydi nhi hai to bhi court before ye saabit karwaaye ye galat hai, plaintiff ko mauka nhi diya jaata ya koi public group ya political pressure hai? Yhi aap sbhi law ki present condition pr search kijiye,piracy Aur constitution Aur law ki conditions study kijiye, kya aap aise field me hai jaha justice ki ye haalat hai yaa aap isko aise hi rahane dege, koi bhi violate kare ya aap bhi aise hi justice system ka hissa banane waale hai? Kya aap aise justice system me aana chaahenge? Constitution jo base hai justice system, jo base hai political system, jo base hai ekmaatr ek dharma raahtra dharma ka kya us constitution ka ye condition sahi hai? Abhi to pura constitution hi violates kiya gaya hai, aap mere videos dekhiye mai points aage describe kr rahi, kis trh asmaajik tatv jb chaahe group bna kisi ke fundamental rights ko affect kr De, jb law ke student ke saath aisa kr sakte hai to ordinary person kaise is law se protect hai, assembly banana ya group banana kaha tk legal hai? Kya restrictions follow Ho paaye hai, mera case kaa ek ek point describe karega, community dwaara raajdroh kya hai? Ye bhi saabit karega pr kya constitution unhe sajaa dega? Kya hamaare laws unko punish karenge, mai with evidence describe karungi. ., ydi evidentiary videos nhi pahuchi Ho network connection ke wajah se to mai with photographs described krti Hu matter ko. Yhi to matters hai,itna serious matter ke baad bhi law field ka even one student ko bhi justice aur law me interest nhi, ye koi revolution nhi, ye maatr revolution ko rokana hai jo hamaare constitution aur laws ke saath kiya gaya hai, kisika matter kai baar binaa aadhaar ke reject kr aur other matter pr, revolution nhi future safety aur law violators ko punishment, kisike right aur dignity, life se khilawaad karne waalo ko punished kr. Hr ladke /ladki ko constitution uski own dignity deti hai, udhaar ki dignity nhi. Ab mai baat ko is aadhar pr bhi aapke saamane baat rakh rakhana chahungi ki kyaa hai politics aur parties aur kya hai constitution, kitani jimmedaar parties hai, government hai iska bhi namunaa aapko isi case se milega, kistrh media young generation ko galat raaste dhakel rahi unko sapane dikha ya powerful log bribery dwaara hamaare young generation ko kharid kis trh society criminalised kr rahe. Mera ye case abtk cognizance me naa lena isitrh ki criminal society ko protection by law dilaana hai. Ye aaj nai koi kahaani nhi ki desh bhakti ki aad me desh ko barbaad krna ya society ko criminalised krna nayaa kissa hai, Mera case maatr ye dikhaayega aapko ydi kaanun strong nhi to kya haal karega media aur political affect society aur desh ka Revolution to baad ki baat hai jo hamare constitutionalist diye hai use hi bacha lijiye, aaj ke daur me. Article hr jagah present hai is matter pr, with evidence miscarriage of justice ka namunaa bhi dekh lijiye ydi justice ko even kuch log bhi safe rakhana chaahate hai, Jin logo tk ye blog jaaye over all India ke law scholars tk send kare, jitane college hai India me law ke send kare aur soche kya kuch bhi aise hai jo waakai kaanun chaahate hai ya jungle raaj. Kya justice ab swarth sidhi pr aadharit hogi ya impartial law bana rahega bhartiya kaanun aur constitution.? Mai two years se plead kiya gross negligence ka matter lekr baar-baar court se laut rahi, jo wrong allegations thope mujhe work field me active hone se rokane ke liye wo mere works ko us aadhar pr theft karte gaye aur Mai bebas apne hi work ko khoti gai, jo wo chaahate the. Baat yahaa hai aap sab chodiye plead kiya hua matter Kyo submit kiye,? Baaki baate to baad ki thi, kaanun hme oral pleading ki bhi Baat krta hai. Upr se mere mobile devices me fault, sim card fault, mujhe koi communication ka medium impartial base pr nhi liya diye jaana, ydi aap sahi hai to court me matter Kyo nhi submit kiye, dignity basis kaa aadhar Kya hai, mere works before court mauka De parakh ske, mujhe aage Un works pr aanch naa aaye is allegations se wo aadhar De, ye kaanun nhi to kaun karegaS, koi itna powerful Ho jaata kaise hai jo court ki help se mere works pr effect daale, mujhe ek -ek second ke Jan aur dhan haani ka bharpaai kaun karwaayega, jo mere self respect aur dignity ko ruin kiye unko protection Kyo? Kya yhi Indian law aur constitution ka protection aur fundamental rights mila hai public ko? Mere points apni justice ke liye koi ajuba nhi hai ye whi hai jo kaanun se mila hai aur constitution se mila hai Kya justice community ki divert mentality ka mohtaaj Ho chuka hai ya kaanun ko criminal kharid liye hai? Justice sirf justice phir chahe crime ek kare, koi community kare ya pura samaaj, saja baraabar milana chahiye aur sbhi law ke students se mere ye justice ka saath dene aur criminals ko punish karne me justice ka saath De, filmy trial nhi original court trial Ho. Evidence mere argument se clear hai ab before justice aur kaanun visheshagya aur jimmedar justice ke saamane apne wrong allegations ko proof kare, aur ydi court of justice action unke Khalifa nhi leti aur criminal ko protect krti hai to history ka ye black phase hai,mai evidence dene ko ready Hu apne khilaaf hue unjustice aur inhuman behave ke liye punishment bhi usi anurup dena justice hai. Utpann ki circumstances justice nhi decide karege, planned one sided, justice on spot before court and according to law honi chahiye,ye history aur geography ka exam nhi hai kya sahi hai kya fraud hai before court decide hoga ya hona chahiye. Community based to aise matter hai ki aap studio photo nikalwaao to face me arth ka anarth setting kr jhuth ko bhi sb Sach proof kitani baar kiye. Justice matr kiye gaye crime aur criminal aur law pr aadharit Ho tbhi justice safe hai, Haar thak video apne cooking channel pr upload ki kya wo public ke bich gaya nhi ya voluntarily miscarriage of justice hai, dono face me harmful hai. Ab baat yaha bhi hai kya jo videos justice ke cognizance tk pahuchaane ko daali kya wo pahucha? Ydi nhi pahucha tb bhi crime hai video load ke baad hi hadkamp aana chahiye tha law aur justice f ield me pr nhi hua mtlb load aur kisi prabhaav se nhi Ho ska tbto saaf justice me baadha aur jo khatara hai plaintiff pr uske anusaar abetment of murder aur sec.511 of ipc bhi laagu hota hai, Aur jaankari ke baad cognizance nhi mtlb justice ke history ka kaala adhyaay kyunki plaintiff kewal law ki student nhi Up bar council of India ki registered member bhi hai,apne own dignity pr justice paana hi muskil bana diya gaya, miscarriage of justice ki limit hi cross kr diya gaya is case me . mai kuch factual points described kr De rahi –
1.
1.@@@@@@@@continue.. .
Advertisements Share this: